Modi ke Uttaranchal main logo ka dard bantane par bhi apatti hai.modi ne kedar nath ji ke punarnirman ki bat kya kah di diggi raja ubal pade.unhone kaha ki kedar nath ji ke punarnirman ki bat sabase pahale Maharashtra ke c.m. ne ki thi.kitana jhuth?we waha gaye bhi nahi,kah kab diya?kisase kaha diggi se?ab sakaratmak bat ko bhi batangad banana main congressi ulajh rahe.modi ne kah diya ki unhone 15000 gujaratiyon ko bahar nikalwaya,kya galat kiya?is par raj babbar bigad gaye kaha ki modi jhuth bolate hain.we apani parachahi ko apane se upar manate hain.gujaratiyon ko sena ne nikala.han bhayi sena chod kya ap kisi ko nikal rahe congrssjan?sena ne hi nikala modi ne bataya aour use apane copter se Gujarat bheja.kya yah kam hai.koun c.m. apane Pradesh ke logo ko sena ki madad se nikal kar apane copter se apane Pradesh bheja?kya u.p. ne?kya maharshtra ne?kya Bihar ne?kya delhi ne?isame jhuth kaisa?modi pthan kot main b.j.p. ki rally main bol rahe the.bhari bhid ko sambodhit kar rahe the.to Manish Tiwari bifar pade.kaha modi ka pathankot main bolana n.d.a. ke patan ki shuruat hai.kya ho gaya hain in congress ke logo ko.modi ko kya samudra main fenk diya jaye tab unaki pareshani khatam hogi?ab Rahul Gandhi ka koy atapata nahi hai,inani badi desh par apada ayi hai.we p.m. banana ko taiyar baithe hain.janta sankat main hai Rahul baba maja le rahe. yah to sahi hi hai,ki yah bhi galat?is par swal puchane par congrssi modi ko gali de rahe.ab isame modi ka kya dosh hai.Rahul modi se puch kar to kahi gaye nahi.agar we palayanvadi neta ki tarah pith dikha rahe to modi ka kya dosh hai.modi kah rahe ki bharat nirman vigyapan pichale dino se nahi dikhaya ja raha,kyon ki modi ko shak hai ki bharat ka nirman ho bhi raha hai ki nahi.is par congress chilla rahe ki Gujarat ka nirman kaha ho raha?aisa lagata hai ki congress ko MODIYAMIYAN ho chukka hai.is rog ka kya ilaj hai yah pata nahi lekin janta to is rog ka ilaj janati hi hai.mout ka soudagar khane wali soniya Gandhi bh yah janti hain ki modi ko rokana ab bahut kathin hai. kyon ki janta hi namo namo namo chlla rahi.
No comments:
Post a Comment